SONG: Ud Chala Panchi Ban Ke Man Mera Sagar Ke Paar - उड़ चला पंछी बन के मन सागर के पार

Ud Chala Panchi Ban Ke Man Mera Sagar Ke Paar - उड़ चला पंछी बन के मन सागर के पार

LYRICS:
ud chala ud chala panchhi ban ke man mera sagar ke par ud chala panchhi ban ke man mera sagar ke par tu bhi aa sang mere dekh nazara ye ek bar ud chala panchhi ban ke man mera sagar ke par ud chala ye zindagi bas ek bar milti hai milti hai ye zindagi bas ek bar milti hai milti hai murja ke phir ye kali kab khilti hai bhar le apna daman in phulo se kya aitbar ud chala panchhi ban ke man mera sagar ke par ud chala leke tera naam maine pukara hai pukara hai leke tera naam maine pukara hai pukara hai samjhe to kafi yahi ek ishara hai tera mera kya nata hai tu sawan hai mai hu bahar ud chala panchhi ban ke man mera sagar ke par ud chala panchhi ban ke man mera sagar ke par tu bhi aa sang mere dekh nazara ye ek bar ud chala panchhi ban ke man mera sagar ke par ud chala