SONG: Tuti Hui Kishti Ka Bane Kaun Sahara - टूटी हुई कश्ती का बने कौन सहारा

Tuti Hui Kishti Ka Bane Kaun Sahara - टूटी हुई कश्ती का बने कौन सहारा

LYRICS:
tuti hui kasti ka bane kaun sahara wo bhi na hamare hue na dil hi hamara bane kaun sahara tuti hui kasti ka bane kaun sahara wo bhi na hamare hue na dil hi hamara bane kaun sahara kaliyo ki tabiyat gulshan me kho gayi bulbul ke liye daliya zanzeer ho gayi raate bitai yad me din roke gujara din roke gujara wo bhi na hamare hue na dil hi hamara bane kaun sahara pahuchi jami se aasma tak meri justju jis or dekhta hu mai us or tu hi tu, us or tu hi tu kaali ghata me chhup gaya kismat ka sitara, kismat ka sitara wo bhi na hamare hue na dil hi hamara bane kaun sahara ye geet adhura hi raha chhut gaya saaz, chhut gaya saaz mere liye baki nahi ab koi bhi aawaz ab koi bhi aawaz phir kisne bulaya mujhe aur kisne pukara, fir kisne pukara wo bhi na hamare hue na dil hi hamara bane kaun sahara mehman banke lut liya hasta hua ghar kaante hi aaye raah me jaye kaho kidhar jaye kaho kidhar jaye kaho kidhar barbad kiya tune jise hamne sawara, hamne sawara wo bhi na hamare hue na dil hi hamara bane kaun sahara tuti hui kasti ka bane kaun sahara wo bhi na hamare hue na dil hi hamara bane kaun sahara