SONG: Tune Samjhi Hi Nahi Kya Hai Haqeeqat Meri - तूने समझी ही नहीं क्या है हकीकत मेरी

Tune Samjhi Hi Nahi Kya Hai Haqeeqat Meri - तूने समझी ही नहीं क्या है हकीकत मेरी

LYRICS:
tune samjhi hi nahi kya hai hakikat meri tune samjhi hi nahi kya hai hakikat meri itni asan nahi aye dost mohabbat meri itni asan nahi aye dost mohabbat meri itni asan nahi jamo mina ke siwa or bhi paymane hai jamo mina ke siwa or bhi paymane hai dard-e-dil dard-e-mohabbat ke to maykhane hai tu na samjha hai na samjhega shikayat meri itni asan nahi aye dost mohabbat meri itni asan nahi suni chahet ki tamanna hai na rasm ki talash khak hai paak ye daulat ka sunhara aakash teri aankho hi me abad hai jannat meri itni asan nahi aye dost mohabbat meri itni asan nahi kapte hotho pe ek halke wafa ki khusbu kapte hotho pe ek halke wafa ki khusbu ek dhadkata hua dil ek chamakta aasu yahi moti yahi heere yahi daulat meri itni asan nahi aye dost mohabbat meri itni asan nahi