SONG: Tune Raat Ganwaai Soy Ke - तूने रात गंवाई सोय के दिवस गंवाया खाय के

Tune Raat Ganwaai Soy Ke - तूने रात गंवाई सोय के दिवस गंवाया खाय के

LYRICS:
tune raat ganwaai soy ke divas ganwaaya khay ke hira janam amol tha koli badali jaay tune raat ganwaai soy ke sumiran lagan lagay ke mukh se kachhu na bol re baahar ke pat band kar le andar ke pat khol re man pherat ? gaya na man ka pher re gaya na man ka pher re hath kaman ka jod de hath kaman ka jod de manka manka pher tune raat ganwaai soy ke divas ganwaaya khay ke hira janam amol tha koli badali jaay tune raat ganwaai soy ke dukh mein sumiran kab kare sukh mein kare na koy jo dukh mein sumiran kare to dukh kaahe ko hoy sukh mein sumiran na kiya dukh mein karta yaad re dukh mein karta yaad re kahe kabir ravidas ki kahe kabir ravidas ki kaun sune fariyad tune raat ganwaai soy ke divas ganwaaya khay ke hira janam amol tha koli badali jaay tune raat ganwaai soy ke