SONG: Tune Mera Yaar Na Milaya Mai Kya Janu Teri Ye Khudayi - तूने मेरा यार ना मिलाया मैं क्या जानू तेरी ये खुदाई

Tune Mera Yaar Na Milaya Mai Kya Janu Teri Ye Khudayi - तूने मेरा यार ना मिलाया मैं क्या जानू तेरी ये खुदाई

LYRICS:
teri kudrat teri tabdeer mujhe kya malum banti hogi kahin takdeer mujhe kya malum ho tune mera yaar na milaya main kya janu teri ye khudai ho tune mera yaar na milaya main kya janu teri ye khudai ho tune mera yaar, tune mera yaar tune mera yaar na milaya main kya janu teri ye khudayi main desh desh fira kuch nisha nahi milta teri zameen pe mera karwaan nahi milta jahan me aane se pehle jise milaya tha kahan gaya wo mera meharban nahi milta ho tune mera yaar na milaya main kya janu teri ye khudayi ho tune mera yaar, tune mera yaar tune mera yaar na milaya main kya janu teri ye khudayi agar tu chahe to pathar ke dil ko pyar mile fiza ko rang to virane ko bahar mile ye kya sitam ke main hi pa na sakun usko ke jiske milne se dil ko karar mile ho tune mera yaar na milaya main kya janu teri ye khudayi ho tune mera yaar, tune mera yaar tune mera yaar na milaya main kya janu teri ye khudayi pahad gum ka mere darde dawa se utha magar ye doori ka parda na darmiya se utha utha ye doori ka parda jo tujhse mumkin ho nahi to fir mujhe is jahan se utha ho tune mera yaar na milaya main kya janu teri ye khudayi ho tune mera yaar, tune mera yaar tune mera yaar na milaya mai kya janu teri ye khudayi