SONG: Tune Mera Maine Tera Dil Le Liya - तूने मेरा मैंने तेरा दिल ले लिया

Tune Mera Maine Tera Dil Le Liya - तूने मेरा मैंने तेरा दिल ले लिया

LYRICS:
tune mera maine tera dil le liya tune mera maine tera dil le liya do nain mila ke haye re deewana kar diya haye re deewana kar diya tune mera maine tera dil le liya do nain mila ke haye re deewana kar diya haye re deewana kar diya aaj ruk ja deewane yahi hai apni marji pyar ki raho mein aur chaho mein aisi kya jaldi aaj ruk ja deewane yahi hai apni marji pyar ki raho mein aur chaho mein aisi kya jaldi karo naa yu ishara liya kyo dil hamara bata do bata do kab kaha aur kaise tune mera maine tera dil le liya tune mera maine tera dil le liya do nain mila ke haye re deewana kar diya haye re deewana kar diya baat sun ke bedardi firu main ghayal hirni baat sun ke bedardi firu main ghayal hirni chandni raato mein barsato mein lahrati gati baat sun ke bedardi firu main ghayal hirni chandni raato mein barsato mein lahrati gati ye kaisa teer chalaya najar na hamko aaya bata do bata do kab kaha aur kaise tune mera maine tera dil le liya tune mera maine tera dil le liya do nain mila ke haye re deewana kar diya haye re deewana kar diya bhikh de do ulfat ki bharo ji dil ki jholi pyar ki rani hu deewani hu main aisi bholi bhikh de do ulfat ki bharo ji dil ki jholi pyar ki rani hu deewani hu main aisi bholi ye kaisi aag lagai khili hai dil ki jholi bata do bata do kab kaha aur kaise tune mera maine tera dil le liya tune mera maine tera dil le liya do nain mila ke haye re deewana kar diya haye re deewana kar diya