SONG: Tune Le Liya Hai Dil Ab Kya Hoga Ye Kaisi Mushkil - तूने ले लिया है दिल अब क्या होगा ये कैसी मुश्किल

Tune Le Liya Hai Dil Ab Kya Hoga Ye Kaisi Mushkil - तूने ले लिया है दिल अब क्या होगा ये कैसी मुश्किल

LYRICS:
tune le liya hai dil ab kya hoga ye kaisi mushkil ab kya hoga are kya hoga hum dua dega dil dene wala ja tera bhala hoga tune le liya hai dil ab kya hoga ye kaisi mushkil ab kya hoga are kya hoga hum dua dega dil dene wala ja tera bhala hoga ek dagar ye safar milke chalenge do rahi aage tum piche hum chor ke piche jo sipahi ek dagar ye safar milke chalenge do rahi aage tum piche hum chor ke piche jo sipahi jhagda na thano mujhe pahchano diljala hai jane kitna jala hoga tune le liya hai dil ab kya hoga ye kaisi mushkil ab kya hoga are kya hoga hum dua dega dil dene wala ja tera bhala hoga har ghadi bekali dekho to mujhe kya hua hai mujhko bhi hai wahi rog jo tumko laga hai har ghadi bekali dekho to mujhe kya hua hai mujhko bhi hai wahi rog jo tumko laga hai ban kyu rahe ho ache bhale ho lag jayegi najar to bura hoga tune le liya hai dil ab kya hoga ye kaisi mushkil ab kya hoga are kya hoga hum dua dega dil dene wala ja tera bhala hoga sundari bolo ji ab hai ye jindagi tumhari aye suno hukm ho bate karte ho badi pyari sundari bolo ji ab hai ye jindagi tumhari aye suno hukm ho bate karte ho badi pyari kardo ishara banda tumhara leke tare aasman se aa raha hoga tune le liya hai dil ab kya hoga ye kaisi mushkil ab kya hoga are kya hoga hum dua dega dil dene wala ja tera bhala hoga