SONG: Tune Khoob Racha Bhagwan Khilona Mati Ka - तूने खूब रचा भगवान खिलौना माटी का

Tune Khoob Racha Bhagwan Khilona Mati Ka - तूने खूब रचा भगवान खिलौना माटी का

LYRICS:
tune khub racha bhagwan khilona mati ka ise koi na saka pehchan khilona mati ka tune khub racha bhagwan khilona mati ka wah re tera insan vidhata iska bhed samjh me na aata dharti se hai iska nata magar hawa me kille banata apni uljhan aap badhata apni uljhan aap badhata hota khud hairan khilona mati ka tune khub racha khub gada bhagwan khilona mati ka kabhi to ek dam rishta jode kabhi achanak mamta tode hoke paraya mukhda mode apno ko majhdar me chhod e sukh ki khoj me it ut daude sukh ki khoj me it ut daude kitna ye nadan khilona mati ka tune khub racha khub gada bhagwan khilona mati ka ise koi na saka pehchan khilona mati ka tune khub racha bhagwan khilona mati ka