SONG: Tune Jaha Bana Kar - तूने जहां बना कर

Tune Jaha Bana Kar - तूने जहां बना कर

LYRICS:
tu ne jaha bana kar, tu ne jaha bana kar ehsaan kya kiya hai, ehsaan kya kiya hai bas khelne ka apne saamaan kar liya hai bas khelne ka apne saamaan kar liya hai ehsaan kya kiya hai tu ne jaha bana kar, tu ne jaha bana kar ehsaan kya kiya hai, ehsaan kya kiya hai lekin tere khilaune, lekin tere khilaune aansu baha rahe hain sun le pukaar unki, sun le pukaar unki tujh ko bula rahe hain, tujh ko bula rahe hain marne ki aarju me, marne ki aarju me kab tab koi jiya hai kab tab koi jiya hai agar teri ye thi khwahish ham munh se kuchh na kahte agar teri ye thi khwahish ham munh se kuchh na kahte jo naach tu nachaata, jo naach tu nachaata vo naachte hi rahte jo naach tu nachaata vo naachte hi rahte mitti ke but banata, mitti ke but banata ye dil kyu de diya hai ye dil kyu de diya hai tu ne jaha bana kar, tu ne jaha bana kar ehsaan kya kiya hai, ehsaan kya kiya hai