SONG: Tumse Nazar Mili Dil Ko Khabar Mili - तुमसे नज़र मिली दिल को ख़बर मिली

Tumse Nazar Mili Dil Ko Khabar Mili - तुमसे नज़र मिली दिल को ख़बर मिली

LYRICS:
tumse nazer mili dil ko khabar mili dil ye diwana ho gaya tumse nazer mili dil ko khabar mili dil ye diwana ho gaya tir idhar chale tir udher chele turu fasana ho gaya tum jo nigahe jhukaye mere pas aaye to mai sharmayi tum jo nigahe jhukaye mere pas aaye to mai sharmayi naino se naina milaye jara muskuraye to mai ghabrayi tune ghunghat khola dil tha bada bhola hans ke nishana ho gaya tum se nazer mili dil ko khabar mili dil ye diwana ho gaya chhedo na tum mujhe aake mohabbat jata ke ji mai baaz aayi chhedo na tum mujhe aake mohabbat jata ke ji mai baaz aayi aankho se aankhe lada ke nazer me sama ke ji mai pachtayi aise na ghur mujhe marugi dekh tujhe ye to fasana ho gaya tumse nazer mili dil ko khabar mili dil ye diwana ho gaya bharte ho tum kyu aahe tumhe hum chhahe ji chori chori bharte ho tum kyu aahe tumhe hum chhahe ji chori chori bolo to hans ke dale ye gale me bahe ye gori gori tumko bhulaye dil pehlu me haye dil humse begana ho gaya tumse nazar mili dil ko khabar mili dil ye diwana ho gaya