SONG: Tumse Kuch Kahna Hai, Agar Tum Kuch Kahne Do - तुमसे कुछ कहना है, अगर तुम कुछ कहने दो

Tumse Kuch Kahna Hai, Agar Tum Kuch Kahne Do - तुमसे कुछ कहना है, अगर तुम कुछ कहने दो

LYRICS:
tumse kuchh kahna hai agar tum kuchh kahane do aji bole bina ham jane rahane do ji rahane do inn aankho me rahana hai aagar pyar se rahane do pahale dil ko najaroge kuchh tir toh sahane do hans hansake sah lenge bade shokh se tir chalao hans hansake sah lenge bade shokh se tir chalao ye fasana hai purana koyi bat nayi farmao chalo juth sahi per bat meri ek bar bhi toh sun lo tumse kuchh kahna hai agar tum kuchh kahane do aji bole bina ham jane rahane do ji rahane do dil dole kuchh bole bhala kaun ye samaje ishare dil dole kuchh bole bhala kaun ye samaje ishare ho ishara jo tumhara toh mai tod ke la du sitaare aji tumpe yakin kuchh hamko nahi jara honsh ki bat karo tumse kuchh kahna hai agar tum kuchh kahane do aji bole bina ham jane rahane do ji rahane do kuchh dinse mere dil me koyi ban ke khayal aata hai kuchh dinse mere dil me koyi ban ke khayal aata hai baton se bahlana, tum ko ye kamal aata hai sach kahate hai ham chalo khao kasam chahe apni kasam le lo tumse kuchh kahna hai agar tum kuchh kahane do aji bole bina ham jane rahane do ji rahane do