SONG: Tumse Karte Na Agar Pyar To Accha Hota - तुमसे करते ना अगर प्यार तो अच्छा होता

Tumse Karte Na Agar Pyar To Accha Hota - तुमसे करते ना अगर प्यार तो अच्छा होता

LYRICS:
tumse karte na agar pyar to achcha hota tumse karte na agar pyar to achcha hota tumse karte na agar pyar to achcha hota dil ko lagta na ye aazar to achcha hota tumse karte na agar dil ki zidd ne hume badnaam zamaane me kiya dil ki zidd ne hume badnaam zamaane me kiya pahle hi maante agar haar to achcha hota dil ko lagta na ye aazar to achcha hota tumse karte na agar sukh ki do char ghadi haye beetate hum bhi sukh ki do char ghadi haye beetate hum bhi mahar bante na jo diwar to achcha hota dil ko lagta na ye aazar to achcha hota tumse karte na agar maut se pahle hai bas ek tamanna dil ki maut se pahle hai bas ek tamanna dil ki dekh lete tumne to ek baar to achcha hota dil ko lagta na ye aazar to achcha hota tumse karte na agar