SONG: Tumse Hi Meri Zindagi Meri Bahar Tum - तुम से ही मेरी ज़िन्दगी मेरी बाहर तुम

Tumse Hi Meri Zindagi Meri Bahar Tum - तुम से ही मेरी ज़िन्दगी मेरी बाहर तुम

LYRICS:
tum se hi meri zindagi, meri bahaar tum tum se hi meri zindagi, meri bahaar tum apne hi dil se poochh lo kis kaa ho pyaar tum tum se hi meri zindagi meri bahaar tum tum se hi meri zindagi gaati huyi hawaaon mein tera hi geet hai tera hi geet hai saajan mere nigaah mein teri hi preet hai teri hi preet hai chandaa kaa roop chaandni meraa shringaar tum apne hi dil se poochh lo kis kaa ho pyaar tum tum se hi meri zindagi ye muskuraataa aasmaan ye jhoomti zameen ye jhoomti zameen mujhko zaraa sambhaalnaa kho jaaun na kahin kho jaaun na kahin aise mein apnaa kah bhi do bas ek baar tum apne hi dil se poochh lo kis kaa ho pyaar tum tum se hi meri zindagi aati hain aisi pyaar ki ghadiyaan naseeb se ghadiyaan naseeb se ye dil ki dhadkanen zaraa sun lo kareeb se sun lo kareeb se aaye ho leke pyaar ke sapne hazaar tum apne hi dil se poochh lo kis kaa ho pyaar tum tum se hi meri zindagi, meri bahaar tum tum se hi meri zindagi