SONG: Tumse Achchha Kaun Hai, Dil Lo Jigar Lo Jaan Lo - तुम से अच्छा कौन है, दिल लो जिगर लो जान लो

Tumse Achchha Kaun Hai, Dil Lo Jigar Lo Jaan Lo - तुम से अच्छा कौन है, दिल लो जिगर लो जान लो

LYRICS:
ho, tum se achchha kaun hai, dil lo jigar lo jaan lo ham tumhare hai sanam, tum hame pahchan lo ho, tum se achchha kaun hai, dil lo jigar lo jaan lo ham tumhare hai sanam, tum hame pahchan lo main hu wo jhonka mast hawa ka, sang tumhare chalta rahunga jab se huyi hai tumse mohabbat, milta raha hu milta rahunga main hu wo jhonka mast hawa ka, sang tumhare chalta rahunga jab se huyi hai tumse mohabbat, milta raha hu milta rahunga ho, tum se achchha kaun hai, dil lo jigar lo jaan lo ham tumhare hai sanam, tum hame pahchan lo ho, tum se achchha kaun hai, dil lo jigar lo jaan lo ham tumhare hai sanam, tum hame pahchan lo sine me dil hai, dil me tumhi ho, tum me hamari choti si jaan hai tum ho salamat, hamko nahi gham, tum se hamari, duniya jawan hai sine me dil hai, dil me tumhi ho, tum me hamari choti si jaan hai tum ho salamat, hamko nahi gham, tum se hamari, duniya jawan hai ho, tum se achchha kaun hai, dil lo jigar lo jaan lo ham tumhare hai sanam, tum hame pahchan lo ho, tum se achchha kaun hai, dil lo jigar lo jaan lo ham tumhare hai sanam, tum hame pahchan lo