SONG: Tumne Hansi Hi Hansi Me Kyu Dil Churaya Jawab Do - तुमने हँसी ही हँसी में क्यों दिल चुराया जवाब दो

Tumne Hansi Hi Hansi Me Kyu Dil Churaya Jawab Do - तुमने हँसी ही हँसी में क्यों दिल चुराया जवाब दो

LYRICS:
tumne hansi hi hansi me kyu dil churaya javab do tumne hansi hi hansi me kyu dil churaya javab do aankho se tumne bhi kitni neende churayi hisab do aankho se tumne bhi kitni neende churayi hisab do tumne mere masum dil par kaisa jadu kar diya tumne mere masum dil par kaisa jadu kar diya tumne meri jindagi ko pyar se kyu bar diya baato hi baato me kaisa jadu chalaya hisab do aankho se tumne bhi kitni neende churayi hisab do tumko sayad malum hoga tum hamare kon ho tumko sayad malum hoga tum hamare kon ho hum tumhare jo bhi honge tum hamare kon ho pahle bhi aisi kitni bate chhupayi hisab do tumne hansi hi hansi me kyu dil churaya javab do jab mile the hum pahle pahle tum to kuch aise na the tumse milkar ho gaye yu varna hum aise na the dil me mohabbat ka toofan kisne uthaya jabab do tumne hansi hi hansi me kyu dil churaya javab do aankho se tumne bhi kitni neende churayi hisab do