SONG: Tumne Dil Se Kya Keh Diya - तुमने दिल से क्या कह दिया

Tumne Dil Se Kya Keh Diya - तुमने दिल से क्या कह दिया

LYRICS:
tumne dil se kya kah diya tumne dil se kya kah diya tumne dil se kya kah diya kuch na samjha ye diwana kuch na samjha ye diwana diwane ko kya samjhana tumne dil se kya kah diya tumne ye fiza aur ye madhoshi chadti sanso ki sargoshi humdum tumse kuch kahti hai meri nazro ki khamoshi meri nazro ki khamoshi tumne dil se kya kah diya tumne julf ki rangin sham pukare mast nazar ka zam pukare rushwai ko gale se laga lo ek hasi ilzam pukare ek hasi ilzam pukare tumne dil se kya kah diya tumne ye mehfil aur ye tanhai allah duhai allah duhai kyu ye duri kya majburi aankh mila kar aankh churai aankh mila kar aankh churai tumne dil se kya kah diya tumne dil se kya kah diya kuch na samjha ye diwana diwane ko kya samjhana tumne