SONG: Tumhi Se Pyar Tumhi Se Qarar Milta Hai - तुम्ही से प्यार तुम्ही से करार मिलता है

Tumhi Se Pyar Tumhi Se Qarar Milta Hai - तुम्ही से प्यार तुम्ही से करार मिलता है

LYRICS:
tumhi se pyar tumhi se karar milta hai tumhi se pyar tumhi se karar milta hai ye baat sach hai ke dil ek bar milta hai ye baat sach hai ke dil ek bar milta hai tumhi ho raz mera tumhi pe naaj mera are mai tumpe fida nazar milao zara are mai tumpe fida nazar milao zara tumhari aankh se dil ko khumar milta hai tumhari aankh se dil ko khumar milta hai ye baat sach hai ke dil ek bar milta hai vo gam ki raat gayi sitam ki baat gayi mile jo tum to mili wo mere dil ko khushi mile jo tum to mili wo mere dil ko khushi ke jaise koi gale bar bar milta hai ke jaise koi gale bar bar milta hai ye baat sach hai ke dil ek bar milta hai wafa ka apni sila hume to aaj mila hai ab maza hi maza raha na koi gila hai ab maza hi maza raha na koi gila hai khushnasib jise dil ka pyar milta hai hai khushnasib jise dil ka pyar milta hai ye baat sach hai ke dil ek bar milta hai