SONG: Tumhi Ne Dard Diya Hai Tumhi Dawa Dena - तुम्ही ने दर्द दिया है तुम्ही दवा देना

Tumhi Ne Dard Diya Hai Tumhi Dawa Dena - तुम्ही ने दर्द दिया है तुम्ही दवा देना

LYRICS:
tumhi ne dard diya hai tumhi dawa dena garib jaan ke tumhi ne dard diya hai tumhi dawa dena garib jaan ke lagi hai chot kaleje pe umar bhar ke liye lagi hai chot kaleje pe umar bhar ke liye tadap rahe hai mohabbat me ek najar ke liye najar milake najar milake mohabbat se muskura dena tumhi ne dard diya hai tumhi dawa dena garib jan ke jaha me aur hamara kaha thikana hai jaha me aur hamara kaha thikana hai tumhare dar se kaha uth ke hamko jana hai jo ho sake to jo ho sake to mukaddar mera jaga dena tumhi ne dard diya hai tumhi dawa dena garib jan ke mila karar na dil ko kisi bahane se mila karar na dil ko kisi bahane se tumhari aas lagaye hai ek jamane se kabhi to apni kabhi to apni mohabbat ka aasra dena tumhi ne dard diya hai tumhi dawa dena garib jan ke najar tumhare mere bich bate kahte hai najar tumhare mere bich bate kahte hai tumhari yaad din raat sath dete hain tumhari yaad din raat sath dete hain tumhari yaad ko tumhari yaad ko muskil hain ab bhula dena tumhi ne dard diya hai tumhi dawa dena garib jan ke