SONG: Tumhi Ne Chhup Chhup Ke Dil Ko Uchhala - तुम्ही ने चुप चुप के दिल कों उछाला

Tumhi Ne Chhup Chhup Ke Dil Ko Uchhala - तुम्ही ने चुप चुप के दिल कों उछाला

LYRICS:
tumhi ne chup chup ke dil ko uchhala tumhi ne chhalkaya naino ka pyala tumhi ne phir har jagah se kah bhi dala tum bade kharab ho tumhi ne chup chup ke dil ko uchhala tumhi ne chhalkaya naino ka pyala tumhi ne phir har jagah se kah bhi dala tum bade kharab ho tumhi ne chup chup ke tum ek baar dikhla ke pyar haye dil se khelte ho gairo se mil ke aankhe badal ke phir dil se khelte ho rahne do ab hum bhi nahi tumse bolenge jaayiye tumhi ne chup chup ke dil ko uchhala tumhi ne chhalkaya naino ka pyala tumhi ne phir har jagah se kah bhi dala tum bade kharab ho tumhi ne chup chup ke duniya se aaj ulfat ka raaz tumne kaha nahi hain sab hain humari is me tumhari koi khata nahi hain aaj samjhe ha ha samjhe jhuthi kasme humse na khaiye tumhi ne chup chup ke dil ko uchhala tumhi ne chhalkaya naino ka pyala tumhi ne phir har jagah se kah bhi dala tum bade kharab ho tumhi ne chup chup ke