SONG: Tumhen Main Agar Apana - तुम्हें मैं अगर अपना साथी बना लूँ

Tumhen Main Agar Apana - तुम्हें मैं अगर अपना साथी बना लूँ

LYRICS:
tumhe main agar apna saathi bana lu bata do mera saath doge kaha tak zameen se jaha aasmaan mil raha hai na chhod enge daaman tumhara vaha tak tumhe main agar apna saathi bana lu bata do mera saath doge kaha tak zameen se jaha aasmaan mil raha hai na chhod enge daaman tumhara vaha tak yaha har qadam par nayi dilkashi hai kaha tak tumhara bharosa karu main yaha har qadam par nayi dilkashi hai kaha tak tumhara bharosa karu main dua hai ke benoor ho jaaye aankhe kisi aur ki jo tamanna karu main tumhe main agar apna saathi bana lu bata do mera saath doge kaha tak zameen se jaha aasmaan mil raha hai na chhod enge daaman tumhara vaha tak salamat hai jab tak ye zulfo ke saaye to phir aur kiska aramaan hoga salamat hai jab tak ye zulfo ke saaye to phir aur kiska aramaan hoga tumhaare hi qadmo me marna hua to ye marna kitna aasaan hoga tumhe main agar apna saathi bana lu bata do mera saath doge kaha tak zameen se jaha aasmaan mil raha hai na chhod enge daaman tumhara vaha tak