SONG: Tumhen Kya Hai Bahaane Karo Nisdin - तुम्हे क्या है बहाने करो निसदिन

Tumhen Kya Hai Bahaane Karo Nisdin - तुम्हे क्या है बहाने करो निसदिन

LYRICS:
aa nigahe niche kiye, sar jhukaye baithe hain aa nigahe niche kiye, sar jhukaye baithe hain yehi to hain jo mera dil churaye baithe hain ho tumhe kya hain ji hay tumhe kya hain, bahane karo nisdin ke koi ratiya gujare, tare gin gin ke ho tumhe kya hain ho tumhe kya hain, bahane karo nisdin ke koi ratiya gujare, tare gin gin ke ho tumhe kya hain apni bana ke mohe apni na samjhe apni bana ke mohe apni na samjhe jaao balam tum kuchh bhi na samjhe kuchh bhi na samjhe kaise katenge din, birahan ke koi ratiya gujare, tare gin gin ke ho tumhe kya hain aa teri nigaho ne dhokha hazar bar diya teri nigaho ne dhokha hazar bar diya hazar bar magar hamne etbaar kiya ho tumhe kya hain ji hay tumhe kya hain, bahane karo nisdin ke koi ratiya gujare, tare gin gin ke ho tumhe kya hain socha tha ab na, sunungi inki batiya socha tha ab na, sunungi inki batiya ankhiyo se char huyi jab tori ankhiya jab tori ankhiya dhokhe me aa hi gayi fir inke koi ratiya gujare, tare gin gin ke ho tumhe kya hain ho tumhe kya hain, bahane karo nisdin ke koi ratiya gujare, tare gin gin ke ho tumhe kya hain