SONG: Tumhee Mere Mit Ho Tumhee Meree Prit Ho - तुम्हीं मेरे मीत हो तुम्हीं मेरी प्रीत हो

Tumhee Mere Mit Ho Tumhee Meree Prit Ho - तुम्हीं मेरे मीत हो तुम्हीं मेरी प्रीत हो

LYRICS:
tumhi mere meet ho tumhi mere meet ho tumhi meri preet ho tumhi mere meet ho tumhi meri preet ho tumhi meri aarzu ka pehla pehla geet ho tumhi mere meet ho tumhi meri preet ho tumhi meri jindagi ki pehli pehli jeet ho tumhi mere meet ho tum ho bechain saiya ham bekarar se jane na dungi tumko naino ke dwar se teri nigaho ne dekha hai pyar se mila saj pyasa panchhi nadiya ki dhar se tumhi chitchor mere tumhi diljit ho tumhi chitchor mere tumhi diljit ho tumhi meri aarzu ka pehla pehla geet ho tumhi mere meet ho tu kisi baagba ke gulshan ka phul hai chup chup ke tujhko chaha rahi ki bhul hai rahi ki bhul nahi kismat ki bhul hai kismat ki bhul saiya hamko kubul hai mere dil ke saaj ka tumhi sangit ho mere dil ke saaj ka tumhi sangit ho tumhi meri jindagi ki pehli pehli jeet ho tumhi mere meet ho tumhi meri preet ho tumhi meri jindagi ki pehli pehli jeet ho tumhi mere meet ho