SONG: Tumhee Kaho Meraa Man Kyun Rahe Udas Nahee - तुम्हीं कहो मेरा मन क्यूँ रहे उदास नहीं

Tumhee Kaho Meraa Man Kyun Rahe Udas Nahee - तुम्हीं कहो मेरा मन क्यूँ रहे उदास नहीं

LYRICS:
tumhi kaho tumhi kaho mera man kyu rahe udas nahi tumhi kaho mera man kyu rahe udas nahi tum mere pas bhi ho phir bhi mere pas nahi tum mere pas bhi ho phir bhi mere pas nahi tumhi kaho mera man kyu rahe udas nahi tumhi kaho chand ki doliyo me baith ke nikli hain taro ki toliya chanda se khel rahi hain wo tim tim tim aankh michauliya, aankh michauliya macha hai raas waha aur mai udas yaha mere dil me hai andhera haye koi ujaas nahi tum mere pas bhi ho phir bhi mere pas nahi tumhi kaho mera man kyu rahe udas nahi tumhi kaho tumhare kadmo pe apni duniya lutane aayi hu mai raja tumhare dar pe khadi hai meri mohabbat ho ho tumhare dar pe khadi hai meri mohabbat kholo darwaja, kholo darwaja mere sapno ke sahare tum ko meri pret pukare bina tumhare mere jivan me koi mithas nahi tum mere paas bhi ho phir bhi mere pas nahi tumhi kaho mera man kyu rahe udas nahi tumhi kaho