SONG: Tumhe Sitaro Ne Beakhtiyar Dekha Hai - तुम्हे सितारों ने बेअख्तियार देखा है

Tumhe Sitaro Ne Beakhtiyar Dekha Hai - तुम्हे सितारों ने बेअख्तियार देखा है

LYRICS:
tumhe sitaro ne beaikhtiyar dekha hai tumhe sitaro ne beaikhtiyar dekha hai shadid chand ne me bhi bar bar dekha hai shadid chand ne me bhi bar bar dekha hai tumhe sitaro ne beaikhtiyar dekha hai kabhi jo baithi ho gesu sawarne ke liye kabhi jo baithi ho gesu sawarne ke liye to aayine ne tumhe ham sa naar dekha hai sunahre pani me chandi se paw latkaye sunahre pani me chandi se paw latkaye safak ne tumko sare jue bar dekha hai kabhi gayi ho chaman me shaukh phulo ne kabhi gayi ho chaman me shaukh phulo ne nigahe shaukh se mastana war dekha hai nigahe shaukh se mastana war dekha hai ? kudrat ne har taraf tumko hazar bar nahi lakh bar dekha hai magar meri nigah shaukh ko shikayat hai magar meri nigahe shaukh ko shikayat hai ke usne tumko fakat ek bar dekha hai ke usne tumko fakat ek bar dekha hai tumhe sitaro ne beaikhtiyar dekha hai