SONG: Tumhe Maine Chaha Badi Chot Khayi - तुम्हे मैंने चाहा बड़ी चोट खायी

Tumhe Maine Chaha Badi Chot Khayi - तुम्हे मैंने चाहा बड़ी चोट खायी

LYRICS:
tumhe maine chaha badi chot khayi tumhe maine chaha badi chot khayi badi chot khayi mohabbat ne kya meri halat banai tumhe maine chaha badi chot khayi kaha aa gaya mai kaha re kaha na apni khabar hai re na khud hai parai tumhe maine chaha badi chot khayi akele me koi sahara to hota mera dubta ji ubhara to hota tumhe dhundte dhundte kho gaya mai kaha hu kahi se pukara to hota kahi se tumhari na aawaz aayi tumhe maine chaha badi chot khayi yahi hai yahi kya mohabbat ki rashme na tum mere bas me na dil mere bas me kisi tarha ae kash mai bhul jau adao ke wade nigaho ki kasme wo wade wo kasme magar bewafai tumhe maine chaha badi chot khayi mohabbat ke rangi manjar dikha kar nazar chhin li mujhse nazre churakar mujhe kahe ko tumne dokhe me rakha na mere bane mujhko apna bana kar mita kar mujhe apni duniya basai tumhe maine chaha badi chot khayi mohabbat ne kya meri halat banai tumhe maine chaha badi chot khayi