SONG: Tumhe Husn De Ke Khuda Ne Sitamgar Banaya - तुम्हे हुस्न देके खुदा ने सितमगर बनाया

Tumhe Husn De Ke Khuda Ne Sitamgar Banaya - तुम्हे हुस्न देके खुदा ने सितमगर बनाया

LYRICS:
tumhe husn de ke khuda ne sitamgar banaya banaya tumhe husn de ke khuda ne sitamgar banaya banaya tumhe husn de ke khuda ne sitamgar banaya banaya chalo is bahane tumhe bhi khuda yaad aaya ji aaya chalo is bahane tumhe bhi khuda yaad aaya ji aaya chalo is bahane tumhe bhi sitamgar nahi ho to rukh se ye parda hata do jara apne chehre ki hum ko jhalak to dikha do apni aaho me asar paida karo dardedil dardejigar paida karo baad me jalwe hamare dekhna pehle is kabil nazar paida karo aji dil kya jigar kya mohabbat ki nazar kya sar pathar pe takrao to us pe ho asar kya apni aaho me asar paida karo dardedil dardejigar paida karo baad me jalwe hamare dekhna pehle is kabil nazar paida ka sitamgar nahi ho to rukh se ye parda hata do jara apne chehare ki hum ko jhalak to dikha do agar humne apne chahere se ye parda hataya to kahte firoge diwano khudaya khudaya khudaya to kahte firoge diwano khudaya khudaya khudaya tumhe husn de ke khuda ne sitamgar banaya banaya tumhe husan de ke khuda ne jidhar dekhne se jale dil udhar tum na dekho aji udhar tum na dekho na dekho magar chain kaise ho tumko agar tum na dekho mauj masti hai kinare ke liye dil machalta hai sahare ke liye husn aashik ki nazar ke samne aap aata hai nazare ke liye galat hai ye fasane kare hum sau bahane chhupe dil me tu bhi dekh le kya hai diwane mauj uthti hai kinare ke liye dil machalta hai sahare ke liye husan aashik ki nazar ke samne aap aata hai nazare ke liye jidhar dekhne se jale dil udhar tum na dekho magar chain kaise ho tum ko agar tum na dekho ye parwana aaya jab kabhi shamma ne bulaya bula ke jalaya jala ke kaha tu kyu aaya ji aaya bula ke jalaya jala ke kaha tu kyu aaya ji aaya chalo is bahane tumhe bhi khuda yaad aaya ji aaya chalo is bahane tumhe bhi jaha husan vale na honge vaha hum rahenge aji vaha hum rahenge rahenge rahenge rahenge yaha hum rahe to hamesha yahi gum rahenge ye gali ye rasta tum chhod do ye zami ye aasman tum chhod do is kadar humse paresan ho agar zahar kha lo ye jaha tum chhod do kaware hum to jaha chode ye jaha bhi magar hum kya karenge aap agar nikale vaha bhi ye gali ye rasta tum chhod do ye zami ye aasman tum chhod do is kadar humse paresan ho agar zahar kha lo ye jaha tum chhod do jaha husan vale na honge vaha hum rahenge yaha hum rahe to hamesha yahi gum rahenge kai bar aji tumne yu daraya daraya daraya daraya kaha roj marne ko lekin na mar ke dikhaya kaha roj marne ko lekin na mar ke dikhaya tumhe husn de ke khuda ne sitamgar banaya banaya tumhe husan de ke khuda ne hamesha hasino se tumko shikayat rahi hai shikayat rahi hai rahi hai rahi hai magar baat kya hai ki fir bhi mohabbat rahi hai husan valo ki jarurat hai kise aji aap ho mere ye hasrat hai kise are hum to apne ishq pe kurban hai tum hasino se mohabbat hai kise ye apne dil se puho dil bhi jhut bole to bhari mehfil se pucho husan valo ki jarurat hai kise aji aap ho mere ye hasrat hai kise are hum to apne ishq pe kurban hai tum hasino se mohabbat hai kise aaji hum ko hasino tum se shikayat rahi hai magar baat kya hai ki mohabbat rahi hai tumhe besahara dekha to apna banaya banaya mohabbat kaha thi hume to raham tumpe aaya ji aaya hume to raham tumpe aaya ji aaya chalo is bahane tumhe bhi khuda yaad aaya ji aaya tumhe husn de ke khuda ne sitamgar banaya banaya tumhe husan de ke khuda ne