SONG: Tumhe Ham Yad Karate Hai - तुम्हें हम याद करते हैं

Tumhe Ham Yad Karate Hai - तुम्हें हम याद करते हैं

LYRICS:
tumhe ham yaad karte hain tumhe ham yaad karte hain kahan ho tum kahan ho tum yahi fariyaad karte hain tumhe ham yaad karte hain tumhe ham yaad karte hain lutaakar apani duniya ham, chale hain teri mahafil se lutaakar apani duniya ham, chale hain teri mahafil se khushi me jo gujara wo jamaana yaad karte hain tumhe ham yaad karte hain tumhe ham yaad karte hain ummide hain naa kushiya hain umange hain naa armaan hain ummide hain naa kushiya hain umange hain naa armaan hain tumhaare ham se abb dil kaa jahaan aabad karte hain tumhe ham yaad karte hain tumhe ham, yaad karte hain kahan ho tum kahan ho tum yahi fariyaad karte hain tumhe ham yaad karte hain tumhe ham yaad karte hain