SONG: Tumhe Dillagi Bhul Jaani Padegi - तुम्हें दिल लगी भुल जानी पड़ेगी

Tumhe Dillagi Bhul Jaani Padegi - तुम्हें दिल लगी भुल जानी पड़ेगी

LYRICS:
tumhe dillagi bhool jani padegi tumhe dillagi bhool jani padegi muhabbat ki raho mein aa kar to dekho tumhe dillagi bhool jani padegi tumhe dillagi bhool jani padegi muhabbat ki raho mein aa kar to dekho tumhe dillagi bhool jani padegi muhabbat ki raho mein aa kar to dekho tadpane pe mere na fir tum hansoge kabhi dil kisi se lga kar to dekho tumhe dillagi bhool jani padegi muhabbat ki raho mein aa kar to dekho hontho ke pas aaye hansi kya majak hai dil ka muaamala hai koi dil lagi nahi tumhe dillagi bhool jani padegi muhabbat ki raho mein aa kar to dekho jakhm pe jakhm khake ji apne lahu ke ghunt pee aah na kar labo ko si ishq hai dil lagi nahi tumhe dil lagi bhul jani padegi muhabbat ki raho mein aa kar to dekho dil laga ke pata chalega tumhe aashiki dil lagi nahi hoti kuch khel nahi hai ishq ki laag pani na samjhiye aag hai aag khub rulayegi ye lagi dil ki khel samjho na dil lagi dil ki ye ishq nahi aasa bas itna samjh li je ek aag ka dariya hai aur dub ke jana hai tumhe dil lagi bhul jaani padegi muhabbat ki raho mein aa kar to dekho tadpane pe mere na fir tum hansonge kabhi dil kisi se laga kar to dekho wafaao ki hamse tavkko nahi hai magar ek baar aajma kar to dekho jamaane ko apna bana kar to dekho hame bhi tum apna bana kar to dekho khuda ke liye chhod do ab ye parda rukhse nakab utha ke badi der ho gayi mahol ko tilawate kura kiye huye khuda ke liye chhod do ab ye parda ham na samjhe teri najro ka takaja kya hai kabhi parda kabhi jawala ye tamasha kya hai khuda ke liye chhod do ab ye parda jane ja hamse ye uljhan nahi dekhi jati khuda ke liye chhod do ab ye parda ke aaj ham tum nahi gair koi shabe wasl bhi hai hijab is kadar kyu jara rukh se aanchal utha kar to dekho jafaye bahut ki bahut julm dhaye kabhi ik nigahe karm is taraf bhi hamesha huye dekh kar mujhko barham kisi din jara muskura kar to dekho jo ulfat mein har ik sitam hai gawara ye sab kuch hai pase wafa tumse warna satate ho din raat jis tarah mujhko kisi gair ko yu sata kar to dekho agar kisi baat par wo kahafa hai to achcha yahi hai tum apni si karlo wo mane na mane ye marji hai unki magar unko purnam mana kar to dekho tumhe dil lagi bhul jani padegi muhabbat ki raho mein aa kar to dekho