SONG: Tumhe Dil Se Chaha Tumhe Dil Diya Hai - तुम्हें दिल से चाहा तुम्हें दिल दिया है

Tumhe Dil Se Chaha Tumhe Dil Diya Hai - तुम्हें दिल से चाहा तुम्हें दिल दिया है

LYRICS:
tumhe dil se chaha tumhe dil diya hai ye wada karo ke bhula to na doge tumhi tum ho meri nigaho me lekin nigaho se mujhko gira to na doge tumhe dil se chaha tumhe dil diya hai ye wada karo ke bhula to na doge tumhi tum ho meri nigaho me lekin nigaho se mujhko gira to na doge tera khyal teri hi bat rahte hai dil me din ho ke rat tera khyal teri hi bat rahte hai dil me din ho ke rat kahi mujhko iski saja to na doge tumhi tum ho meri nigaho me lekin nigaho se mujhko gira to na doge tumhe dil se chaha tumhe dil diya hai ye wada karo ke bhula to na doge dharti me hai khushio ka raz ek geet mitha sa jiwan hai aaj dharti me hai khushio ka raz ek geet mitha sa jiwan hai aaj bharam hi sahi par mita to na doge tumhe dil se chaha tumhe dil diya hai ye wada karo ke bhula to na doge tumhi tum ho meri nigaho me lekin nigaho se mujhko gira to na doge ghirke jab aayegi jiwan ki sham kho jayega jab fasana tamam ghirke jab aayegi jiwan ki sham kho jayega jab fasana tamam jala deep man ka bujha to na doge tumhe dil se chaha tumhe dil diya hai ye wada karo ke bhula to na doge tumhi tum ho meri nigaho me lekin nigaho se mujhko gira to na doge