SONG: Tumhe Dil Diyaa - तुम्हें दिल दिया

Tumhe Dil Diyaa - तुम्हें दिल दिया

LYRICS:
tumhe dil diya, yeh kya kiya maine tumhe dil diya, yeh kya kiya maine duniya kaa dard le liya maine tumhe dil diya, yeh kya kiya maine duniya kaa dard le liya maine kya bhale din the wo kya bhale din the wo najaro me tum samaaye naa the kabhi thandi saans nahi leti aur aankho me aansu aaye naa the ab roti hu mai, ab roti hu mai kya kiya haay kya kiya maine duniya kaa dard le liya maine tumhe dil diya, yeh kya kiya maine duniya kaa dard le liya maine ab haal ye ho gaye hamaare ab haal ye ho gaye hamaare sada bhige rahe naino ke kinaare o jaanewale mai pukaaru tu ek baar toh aa jaanewale mai pukaaru tu ek baar toh aa mere rote huye dil ko yeh baat bata bhala kiya ya bura kiya, haay bura kiya maine duniya kaa dard le liya maine tumhe dil diya, yeh kya kiya tumhe dil diya, yeh kya kiya maine duniya kaa dard le liya maine tumhe dil diya, yeh kya kiya maine duniya kaa dard le liya maine kya bhale din the wo kya bhale din the wo najaro me tum samaaye naa the kabhi thandi saans nahi leti aur aankho me aansu aaye naa the ab roti hu mai, ab roti hu mai kya kiya haay kya kiya maine duniya kaa dard le liya maine tumhe dil diya, yeh kya kiya duniya kaa dard le liya