SONG: Tumhe Chupke Se Dil Mein Liya Jo Basa - तुम्हें चुपके से दिल में लिया जो बसा

Tumhe Chupke Se Dil Mein Liya Jo Basa - तुम्हें चुपके से दिल में लिया जो बसा

LYRICS:
tumhe chupke se dil me liya jo basa na teri khata na meri khata tumhe chupke se ye to likha tha kismat me hona tha hoke raha na teri khata na meri khata tumhe chupke se ho rato ko khwabo me aate ho tum ho rato ko khwabo me aate ho tum soye huo ko jagate ho tum soye huo ko jagate ho tum ha chupke se aake naina milake dil ko mere ched jate ho kyu mar dalegi mar dalegi teri ye baki ada na teri khata na meri khata tumhe chupke se jao ji hamko banate ho kyu jao ji hamko banate ho kyu jhuthi mohabbat jatate ho kyu jhuthi mohabbat jatate ho kyu hamko mitake dil se bhulake hamko mitake dil se bhulake jane ja ha yu jalate ho kyu ye to likha tha ye to likha tha kismat me hona tha hoke raha na teri khata na meri khata tumhe chupke se ho karke rasila yara hame ha ho karke rasila yara hame ha haule se kisne pukara hame haule se kisne pukara hame apna banake kisne uthake apna banake kisne uthake tirchi nigaho se mara hame dil lagane ki dil lagane ki payi hai hamne saja na teri khata na meri khata tumhe chupke se