SONG: Tumhe Bandhne Ke Liye Mere Paas Aur Kya Hai - तुम्हें बांधने के लिये मेरे पास और क्या हैं

Tumhe Bandhne Ke Liye Mere Paas Aur Kya Hai - तुम्हें बांधने के लिये मेरे पास और क्या हैं

LYRICS:
tumhe bandhne ke liye mere pass aur kya hai mera prem hai mera prem hai re, mera prem hai mera prem hai re, mera prem hai ganth kali ki khul khul jati o o ganth kali ki khul khul jati khushbu ud ud jati kumhlaati phulo ki mala man ko bandh na pati kumhlaati phulo ki mala man ko bandh na pati bulbul banke bhed batati kya kya tumhe bandhne ke liye mere pass aur kya hai mera prem hai mera prem hai re, mera prem hai mera prem hai re, mera prem hai o o ho ho ho preet ke raja meri preet ke raja preet ke raja meri preet ke raja kaise mai tujhko rijhaungi kali kali putli hai neelam ke jhule se naino me tumko jhulaungi kali kali putli hai neelam ke jhule se naino me tumko jhulaungi koyal banke geet sunaungi kya kya tumhe bandhne ke liye mere pass aur kya hai mera prem hai mera prem hai re, mera prem hai mera prem hai re, mera prem hai tumhe bandhne ke liye mere pass aur kya hai mera prem hai mera prem hai re, mera prem hai mera prem hai re, mera prem hai