SONG: Tumhe Bago Me Savan Me - तुम्हें बाग़ों में सावन में

Tumhe Bago Me Savan Me - तुम्हें बाग़ों में सावन में

LYRICS:
tumhe baago me savan ke najare yaad karte hain tumhe baago me savan ke najare yaad karte hain chale aao tumhe aansu hamare yaad karte hain chale aao tumhe aansu hamare yaad karte hain bahare puchhti hain meri aankho se pata teraa bahare puchhti hain meri aankho se pata teraa chaman me phul tujhko pyare-pyare yad karte hain chale aao tumhe aansu hamare ysad karte hain papihe pi kaha ke geet aksar bhul jate hain papihe pi kaha ke geet aksar bhul jate hain tumhe ro-ro ke jab ham gam ke mare yaad karte hain tumhe ro-ro ke jab ham gam ke mare yaad karte hain chale aao tumhe aansu hamare ysad karte hain wahi najare jinhe tumne kabhi ulfat sikhayi thi wahi najare jinhe tumne kabhi ulfat sikhayi thi unhi maasum najaro ke ishare yaad karte hain unhi maasum najaro ke ishare yaad karte hain chale aao tumhe aansu hamare ysad karte hain tumhe baago me savan ke najare yaad karte hain