SONG: Tumhe Aur Kya Du Mai Dil Ke Sivaye, Tumko Hamari Umar Lag Jaye - तुम्हे और क्या दू में दिल के सिवाय, तुमको हमारी उम्र लग जाये

Tumhe Aur Kya Du Mai Dil Ke Sivaye, Tumko Hamari Umar Lag Jaye - तुम्हे और क्या दू में दिल के सिवाय, तुमको हमारी उम्र लग जाये

LYRICS:
tumhen aur kya duun main dil ke sivay tum ko hamari umar lag jaye tum ko hamari umar lag jaye tumhen aur kya duun main dil ke sivay tum ko hamari umar lag jaye tum ko hamari umar lag jaye muraden ho puri, saje har tamanna muhabbat ki duniya ke, tum chand ban na baharon ki manzil pe, hasana hasana khushi mein hamari bhi, awaz sunna kabhi zindagi mein koi gham na aye tum ko hamari umar lag jaye tum ko hamari umar lag jaye tumhen aur kya dun main dil ke sivay tum ko hamari umar lag jaye tum ko hamari umar lag jaye mujhe jo khushi hai, tumhen kya bataun bhala dil ki dhadkan ko, kaise chhipaun kahin ho na jaun, khushi se main pagal tumhen dekh kar, aur bhi muskuraun khuda dil jalon ki, nazar se bachaye tum ko hamari umar lag jaye tum ko hamari umar lag jaye tumhen aur kya dun main dil ke sivay tum ko hamari umar lag jaye tum ko hamari umar lag jaye