SONG: Tumhari Yaad Ko Dil Se Bhula Ke Aayi - तुम्हारी याद को दिल से भूला के आई हूँ

Tumhari Yaad Ko Dil Se Bhula Ke Aayi - तुम्हारी याद को दिल से भूला के आई हूँ

LYRICS:
tumhari yaad ko dil se bhula ke aayi hu main apne apko khud hi mita ke aayi hu tumhari yaad ko dil se bhula ke aayi hu main apne apko khud hi mita ke aayi hu kisi ka raasta fuulo se ban gaya gulzar kisi ka raasta fuulo se ban gaya gulzar main apni raah me kaate bicha ke aayi hu main apni raah me kaate bicha ke aayi hu kisi ke ghar ke diye ko to kar diya roshan kisi ke ghar ke diye ko to kar diya roshan magar main apne hi ghar ko jala ke aayi hu magar main apne hi ghar ko jala ke aayi hu bikhar gayi vo ummide jo dil ne baandhi thi bikhar gayi vo ummide jo dil ne baandhi thi unki kbar pe aasu baha ke aayi hun tumhari yaad ko dil se bhula ke aayi hu