SONG: Tumhari Mast Nazar Agar Idhar Nahi Hoti - तुम्हारी मस्त नज़र अगर इधर नहीं होती

Tumhari Mast Nazar Agar Idhar Nahi Hoti - तुम्हारी मस्त नज़र अगर इधर नहीं होती

LYRICS:
tumhari mast nazar tumhari mast nazar, gar idhar nahi hoti nashe me chur fiza, is qadar nahi hoti tumhari mast nazar tumhi ko dekhne ki, dil me aarzue hai tumhi ko dekhne ki, dil me aarzue hai dil me aarzue hai tumhare aage hi oonchi, nazar nahi hoti tumhare aage hi oonchi, nazar nahi hoti tumhari mast nazar khafa na hona agar, badh ke tham lu daaman khafa na hona agar, badh ke tham lu daaman badh ke tham lu daaman ye dil fareb khata, jaan kar nahi hoti ye dil fareb khata, jaan kar nahi hoti tumhari mast nazar tumhare aane talak, ham ko hosh rahta hai tumhare aane talak, ham ko hosh rahta hai ham ko hosh rahta hai phir us ke baad hame, kuchh khabar nahi hoti phir is ke baad hame, kuchh khabar nahi hoti tumhari mast nazar, gar idhar nahi hoti nashe me chur fiza, is qadar nahi hoti