SONG: Tumhari Jane Tamanna - तुम्हारी जान-ए-तमन्ना सलाम कहती हैं

Tumhari Jane Tamanna - तुम्हारी जान-ए-तमन्ना सलाम कहती हैं

LYRICS:
tumhari jaan-e-tamanna salam kahti hai tumhari jaan-e-tamanna salam kahti hai jise samjhte ho apna salam kahti hai jise samjhte ho apna salam kahti hai tumhari jaan-e-tamanna salam kahti hai hawa ye kaisi ke, daman ko chum kar kahna na phere mujhse mohabbat bhari najar kahna mere huzur se, ye hath jod kar kahna tumhare ishq ki duniya salam kahti hai tumhare ishq ki duniya salam kahti hai ye duniya kaid se, mujhko chuda rahi hai aaj fiza ko gum ka fasana, suna rahi hai aaj jise hai tumse mohabbat, wo jaa rahi hai aaj larajte hath se laila salam kahti hai larajte hath se laila salam kahti hai tumhari jaan-e-tamanna salam kahti hai tumhari jaan-e-tamanna salam kahti hai