SONG: Tumhari Jafayein Hamari Wafayen - तुम्हारी जफ़ायें हमारी वफायें

Tumhari Jafayein Hamari Wafayen - तुम्हारी जफ़ायें हमारी वफायें

LYRICS:
tumhari jafayein hamari wafayen barabar ki chote barabar sadaye mohabbat ki baaji me jab lutaf aaye na tum maat khao na hum maat khaye tumhari jafayein wo masum hokar mujstam gazab hai wo masum hokar mujstam gazab hai ada unki khud unko kyu kar dikhaye maja jab hai bijli gire unke dil par wo jab aayine main kabhi muskuraye maja jab hai bijli gire unke dil par wo jab aayine main kabhi muskuraye tumhari jafayein pareshan kyu aap hote hai mujhse pareshan kyu aap hote hai mujhse mujhe aap se koi shikwa nahi hai mai dil ko inayat ke kabil bana lu to fir sochte wo mujhe aajmaye tumhari jafayein udhar naaje bheja idhar paate gairat udhar naaje bheja idhar paate gairat nigaho me dono ke paigame ulfat magar naaj kya hai ye sarte mohabbat ke wo humse hum unse daman bachaye mohabbat ki baaji me jab lutaf aaye na tum maat khao na hum maat khaye tumhari jafayein