SONG: Tumhari Anjuman Uthke Diwane Kaha Jate - तुम्हारी अंजुमन से उठ के दीवाने कहाँ जाते

Tumhari Anjuman Uthke Diwane Kaha Jate - तुम्हारी अंजुमन से उठ के दीवाने कहाँ जाते

LYRICS:
tumhari anjuman se uthke diwane kaha jate tumhari anjuman se uthke diwane kaha jate jo babasta huye tum se wo afsane kaha jate tumhari anjuman se uthke diwane kaha jate tumhari berukhi ne laaj rakh li badakhane ki tum aankho se pila dete to paimane kaha jate jo babasta huye tum se wo afsane kaha jate chalo achcha hua, kaam aa gayi diwangi apni chalo achcha hua, kaam aa gayi diwangi apni wgarna hum zamane bhar ko samjhane kaha jate jo babasta huye tum se wo afsane kaha jate