SONG: Tumhari Aarzoo - तुम्हारी आरज़ू के

Tumhari Aarzoo - तुम्हारी आरज़ू के

LYRICS:
tumhari aarzoo ke saaye mein dard palta hai ye kaisa pyaar hai aankhen nam hai kyun dil jalta hai tumhari aarzoo ke saaye mein dard palta hai ye kesa pyaar hai aankhen nam hai kyun dil jalta hai khawaaishen yaa hain junoon dil ko kuch bhi samajh aaye naa tumhari aarzoo ke saaye mein dard palta hai chaha tujhe socha tujhe dil mein basaaya tujhe jazbaat ki har saakh par khushboo se likha tujhe o bekhabar tune magar apna naa samjha mujhe dilbar teri ye bekhudi jaan kahin meri le jaaye naa tumhari aarzoo ke saaye mein dard palta hai ye kesa pyaar hai aankhen nam hai kyun dil jalta hai