SONG: Tumhare Ye Nakhre Tumhari Shararat - तुम्हारे ये नखरे तुम्हारी शरारत

Tumhare Ye Nakhre Tumhari Shararat - तुम्हारे ये नखरे तुम्हारी शरारत

LYRICS:
tumhare ye nakhre tumhari shararat tumhare ye nakhre tumhari shararat mujhe to yakin hai kabhi meri jaan leke rahenge tumhare ye nakhre ye hasne ka andaz sabse zuda kanwal jhil me jaise khilta hua ye hasne ka andaz sabse zuda kanwal jhil me jaise khilta hua kahi bhi na dekha kahi bhi na dekha, kahi bhi na paya jaha me tumhare siva hoye tumhare ye nakhre tumhari shararat mujhe to yakin hai kabhi meri jaan leke rahenge tumhare ye nakhre nazar me jawani ki ye roshni ke pani pe hai khelti chandani nazar me jawani ki ye roshni ke pani pe hai khelti chandani salamat raho tum salamat raho tum meri jaan jaye yahi hai khuda se dua hoye tumhare ye nakhre tumhari shararat mujhe to yakin hai kabhi meri jaan leke rahenge tumhare ye nakhre