SONG: Tumhare Nain Dekh Ke Suna Log Jogi Ho Gaye - तुम्हारे नैन देख के सुना लोग जोगी हो गये

Tumhare Nain Dekh Ke Suna Log Jogi Ho Gaye - तुम्हारे नैन देख के सुना लोग जोगी हो गये

LYRICS:
tumhare nain dekh ke suna hai log jogi ho gaye tumhare nain dekh ke kisi ki aas gayi kisi ki pyas gayi kisi ko jaan mili hamari sans gayi tumhare nain dekh ke suna hai log jogi ho gaye tumhare nain dekh ke do neeli aankhe do neeli aankhe neeli aankhe jaise sapno me khoi hui hai ye neeli aankhe ye neeli aanke neeli aankhe jaise rate do soyi hui hai kisi ko sath mila kisi ki baat chali kisi ka din bita hamari raat chali tumhare nain dekh ke suna hai log jogi ho gaye tumhare nain dekh ke log kahte hai kahte hai in aankho se sahil bahte hai log kahte hai in jhilo me sayad pyase dil rahte hai tumhari aankh lage to raat soti hai tumhare jagte hi saver hoti hai tumhare nain dekh ke suna hai log jogi ho gaye tumhare nain dekh ke