SONG: Tumhara Pyar Mujhe Jindagi Se Pyara Hai - तुम्हारा प्यार मुझे जिंदगी से प्यारा हैं

Tumhara Pyar Mujhe Jindagi Se Pyara Hai - तुम्हारा प्यार मुझे जिंदगी से प्यारा हैं

LYRICS:
tumhara pyar mujhe jindagi se pyara hai tumhara pyar mujhe jindagi se pyara hai mai dhundhta tha jise tu vahi sahara hai tumhara pyar mujhe jindagi se pyara hai hasin lakho mile sirf tum pe dil aaya hasin lakho mile sirf tum pe dil aaya tumhare vaste tumhare vaste marna bhi ganwara hai mai dhundhta tha jise tu vahi sahara hai tumhara pyar mujhe jindagi se pyara hai