SONG: Tumhara Pyaar Chaahiye Mujhe Jine Ke Liye - प्यार चाहिये मुझे जीने के लिये

Tumhara Pyaar Chaahiye Mujhe Jine Ke Liye - प्यार चाहिये मुझे जीने के लिये

LYRICS:
pyar chahiye mujhe jine ke liye tumhara pyar chahiye mujhe jine ke liye mujhko har ghadi didar chahiye tumhara pyar chahiye mujhe jine ke liye rup rang pe marta aaya, sadiyo se ya zamana mai man ki sundarta dekhu, pyar ka mai diwana tumhara pyar chahiye mujhe jine ke liye tufa me baho ki patwar chahiye tumhara pyar chahiye mujhe jine ke liye mere siwa tum aur kisi ko dil me na aane dogi phulo ki to baat hi kya hai, kanto ke sath chalogi tumhara pyar chahiye mujhe jine ke liye din raat wafa ka ikarar chahiye tumhara pyar chahiye mujhe jine ke liye mujhko har ghadi didar chahiye tumhara pyar chahiye mujhe jine ke liye