SONG: Tumhaare Bulaane Ko Ji Chaahataa Hai - तुम्हारे बुलाने को जी चाहता हैं

Tumhaare Bulaane Ko Ji Chaahataa Hai - तुम्हारे बुलाने को जी चाहता हैं

LYRICS:
tumhare bulane ko ji chahta hai, ji chahta hai tumhare bulane ko ji chahta hai, ji chahta hai muqaddar banane ko ji chahta hai, ji chahta hai tumhare bulane ko jo tum aao, to sath khushiya bhi aaye, khushiya bhi aaye jo tum aao, to sath khushiya bhi aaye, khushiya bhi aaye mera muskurane ko, ji chahta hai, ji chahta hai tumhare bulane ko tumhari mohabbat me, khoyi huyi hu, khoyi huyi hu tumhari mohabbat me, khoyi huyi hu, khoyi huyi hu tumhe ye batane ko, ji chahta hai, ji chahta hai tumhare bulane ko ye ji chahta hai ke tumhari bhi sun lu, tumhari bhi sun lu ye ji chahta hai ke tumhari bhi sun lu, tumhari bhi sun lu khud apni sunane ko ji chahta hai, ji chahta hai muqaddar banane ko ji chahta hai, ji chahta hai tumhare bulane ko