SONG: Tumase Lagan Lagee Hay Aisee Agan Jagee - तुमसे लगन लागी हाय ऐसी अगन जागी

Tumase Lagan Lagee Hay Aisee Agan Jagee - तुमसे लगन लागी हाय ऐसी अगन जागी

LYRICS:
tumse lagan lagi hay aisi agan jagi yeh dil hua divana najar jhuki-jhuki jaye tum jo dil me aaye aankho me meri chhaye iss dil ki aarju ka chaman khila-khila jaye jabse najar mili khoya mera jahan tum ho pas mere mai hu jane kahan jabse najar mili khoya mera jahan tum ho pas mere mai hu jane kahan dil ki lagan mere sajan jhume teri kasam jab se dekha tujhe nache mere kadam lahki pavan jhume hontho ko hansi chume yeh dil hua divana najar jhuki-jhuki jaye tum jo dil me aaye aankho me meri chhaye iss dil ki aarju ka chaman khila-khila jaye tumse meri vafa kahti hai yeh piya dil se mere kabhi tum na hona juda tumse meri vafa kahti hai yeh piya dil se mere kabhi tum na hona juda dil hai sanam tere liye tu hai jaan-e-vafa dil se pyar tera hoga ab na hoga juda jab se tujhe paya jine ka maja aaya iss dil ki aarju ka chaman khila-khila jaye tumse lagan lagi hay aisi agan jagi yeh dil hua divana najar jhuki-jhuki jaye