SONG: Tumari Bhi Jay Jay Hamari Bhi Jay Jay - तुम्हारी भी जय-जय हमारी भी जय-जय

Tumari Bhi Jay Jay Hamari Bhi Jay Jay - तुम्हारी भी जय-जय हमारी भी जय-जय

LYRICS:
tumhari bhi jay jay hamari bhi jay jay na tum hare na hum hare tumhari bhi jay jay hamari bhi jay jay na tum hare na hum hare safar saath jitna tha ho hi gya prem na tum hare na hum hare tumhari bhi jay jay hamari bhi jay jay na tum hare na hum hare yad ke phul ko ham to apne dil se rahenge lagaye yad ke phul ko ham to apne dil se rahenge lagaye or tum bhi haslena jab ye diwana yad aaye milenge jo fir se milade sitare na tum hare na hum hare tumhari bhi jay jay hamari bhi jay jay waqt kaha rukta hai to fir tum kaise ruk ajte waqt kaha rukta hai to fir tum kaise ruk ajte aakhir kisne chand chua hai ham kaise hath badhate jo us par ho tum to hum is kinare na tum hare na hum hare tumhari bhi jay jay hamari bhi jay jay tha to bahut kahne ko lekin ab to chup behtara hai tha to bahut kahne ko lekin ab to chup behtara hai ye dunia hai ek saray jiwan ek safar hai ruka bhi hai koi kisi ke pukare na tum hare na hum hare safar sath jitna tha ha ho hi hoga prem na tum hare na hum hare tumhari bhi jay jay hamari bhi jay jay