SONG: Tum Zindagi Ko Gam Ka - तुम ज़िंदगी को ग़म का

Tum Zindagi Ko Gam Ka - तुम ज़िंदगी को ग़म का

LYRICS:
tum zindagi ko gam ka tum zindagi ko gam ka, fasana bana gaye aankho me itnzar ki duniya basa gaye tum zindagi ko gam ka tum zindagi ko gam kaa, fasana bana gaye aankho me itnzar ki duniya basa gaye tum the ki mere pyar ki duniya basi hui tum the ki mere pyar ki duniya basi hui o o, tum the ki zindagi ke adhere me roshani tum kya gaye charag-e-mohabbat bujha gaye tum zindagi ko gam ka tum zindagi ko gam ka, fasana bana gaye aankho me itnzar ki duniya basa gaye duniya ujad gayi mere sabr-o-karar ki duniya ujad gayi mere sabr-no-karar ki o o, ro ro ke raat katti hun itnzar ki jab chaand par nazar padi tum yaad aa gaye tum zindagi ko gam ka tum zindagi ko gam ka, fasana bana gaye aankho me itnzar ki duniya basa gaye