SONG: Tum Se Hi Ghar Ghar Kahlaya - तुम से ही घर घर कहलाया

Tum Se Hi Ghar Ghar Kahlaya - तुम से ही घर घर कहलाया

LYRICS:
ghar bhi tha thi diware bhi tum se hi ghar ghar kahlaya tum se hi ghar ghar kahlaya tum se hi ghar ghar kahlaya suna mandir tha man mera bujha deep tha jivan mera suna mandir tha man mera bujha dip tha jivan mera pratima ke pawan charno me mai deepak bankar muskaya tum se hi ghar ghar kahlaya tum se hi ghar ghar kahlaya dewaley ban gaya suhavan ma tumse mera ghar aangan dewaley ban gaya suhavan ma tumse mera ghar aangan aanchal ki mamta maya me payi sukh ki sheetal chhaya tum se hi ghar ghar kahlaya tum se hi ghar ghar kahlaya kaise ho gungaan tumhara jo kuch hai vardan tumhara kaise ho gungaan tumhara jo kuch hai vardan tumhara tumne hi mere jivan ke sapno ko sach kar dikhlaya tum se hi ghar ghar kahlaya tum se hi ghar ghar kahlaya aankhe meri jyoti tumhari rah na gayi rahe andhiyari aankhe meri jyoti tumhari rah na gayi rahe andhiyari rahne do mere mathe per ma tumne jo hath badaya