SONG: Tum Sath Raho Jeevan Bhar To Mai - तुम साथ रहो जीवन भर

Tum Sath Raho Jeevan Bhar To Mai - तुम साथ रहो जीवन भर

LYRICS:
tum sath raho jiwan bhar to main prem karu sukh paau main prem karu sukh paau tum sath raho jiwan bhar to main prem karu sukh paau main prem karu sukh paau jiwan hai anmol koyaliya bol basant bula do kar ke naya shringar jata kar pyar mare ko jila do bas ek tumhari boli bas ek tumhari boli par main sara raj lutau main sara raj lutau tum sath raho jiwan bhar to main prem karu sukh paau main prem karu sukh paau lua jane ye raj mila jo aaj rahe ya jaye fir na kahi is bar kisi ka pyar bhikhari banaye roti hi rahe dukh pake roti hi rahe dukh pake ab main sukh pake ghabarau main sukh pake ghabarau tum sath raho jiwan bhar to main prem karu sukh paau main prem karu sukh paau unse badha kar mel prem ka khel kiya tha miane aur kahin main gaau jod ke gaau chali dukh pane main kab se prem ke phulo main kab se prem ke phulo me andhiyare se dar jaau main sukh pake ghabarau tum sath raho jiwan bhar to main prem karu sukh paau main prem karu sukh paau